Apne Gaon

 Main Apne Gaon Mein Jab Bhi Aata hun To Kuchh Na Kuchh mahsus karta hun Jahan Kuchh yaden khinch lati hai man to bahut karta hai per Paisa aisa chij hai bina Gaon Chhoda Aata hi Nahin Hai sukun To Sirf Gaon Mein Hi Milta Hai jo ki shahron Mein Nahin Milta Hai Gaon Mein Ek Khushiyan Samaj ke jana Bagicha mein ghumna















Kuchh masoomon ki bahar hawayen aur Logon ki tane Samaj aur kuchh jhalkiyan acchi Lagti Hai abhi dhaan ki buvai chal rahi hai to Hariyali Haryanvi Kuchh Dinon mein dekhne ko Milega Abhi To Aisa Lagta Hai Jaise bahut Hi Kam Hai Kisi ke pass time Nahin Milta jaise shahron mein Bhag Daud hota hai theek Usi Tarah Gaon Mein Bhi dekhne Ko Milta Hai Aisa Lagta Hai Jaise kisi ke pass time hi nahin Ho isi time mein lagta hai ki log Sab Ek Jaise hi hain vahan bhedbhav aur kuchh bhavnayen alag Nahin Hoti Kahane ka to bahut Kuchh hota hai per Kahin na kahin Kuchh acchi baten acchi hoti hai prakruti se jo ki ek behad hi Sukh Ki chain Milta Hai 

Kabhi kabhi To Aisa Lagta Hai Ki ghar chhodkar bhagon mein hi Rahane ka man karta hai Jab aapane man Bhar Jata Hai To Aisa Lagta Hai Ki Kahin Road per ghoom lo Kahin Road per ghumne ke bad pokhar ka jo bandh hota hai use per ghumne Chale Jaate Hain

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

बिहार का आइस एप्पल

विश्व गुरु से पीछे छूटने तक: भारतीय शिक्षा व्यवस्था का इतिहास, चुनौतियाँ और सुधार की राह

Bihar sharif historic place